Mr Saxena ek no ke fraud aadmi hain. Meethi meethi...
Mr Saxena ek no ke fraud aadmi hain. Meethi meethi baatein karke logon ko fasa lete hain ek baar unse paise ya material le liya bas phir kya aap unke gulam ban gye aapko aapka Paisa kabhi wapis nhi milega aur bas next week next week karke kai time nikalte rahenge. Inke chakkar mein mat fasna material mat dena ya advanceat dena. Hazaon companies milegi apko kaam karne wali. To iske paas hi kyun fasna. Isne Ludhiana ke bahut saarne logon ka paisa maar rakha hai. Na mana karta hai na deta hai.
Aur ek baat yeh jo ache ache reviews dalwata hai yeh sab iske Ghar Wale ya known log hi hain. Fas mat jaana.